People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Siva Shakthi Rupamu
Music: Hari Ramani
Lyricist: KVSN Murthy
Tag: telugu
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=PUoty25lUGU
Video:
śiva śakti rūpamu satyamanu nāmamu
śānti svarūpamu nīvē sāyi

" The Divine Shiva-Shakti in form, Truth Thy name,
Thou art the Embodiment of Peace, O Sai! "

prēmāvatāraṃ praśāntivāsaṃ
paramātma rūpaṃ nīvē sāyi

" Love incarnate, Prasanthi Thy abode,
Thou art the Embodiment of the Supreme, O Sai! "

bhava sāgaramanē bandhamulanduna
paḍi paḍi lēcē bhaktula bādhanu tṛṭilō tenci
sukhamunu pancina dayāmayuḍavu nīvē sāyi

" In the bondage of this ocean of worldliness
the devout that repeatedly fall and rise, their shackles Thou breakest in a trice
Thou art the all-merciful One, O Sai, who bestows all peace and happiness! "

mānavāḻi yokka dāhārtini tīrca
divi nunḍi bhuvikētencina
kṛpāmayuḍavu karuṇāmūrtivi kaliyuga avatāri nīvē sāyi

" For quenching the thirst of all mankind
from Heaven to Earth Thou descended
O Merciful, Compassion-personified Incarnation of Kali age, O Sai! "

sarvamatamula sāramu okaṭani
mānavatvamē kulamani telipi
prēmē manuṣula matamani cāṭina
prēmāvatārivi nīvē sāyi

" That the essence of all faiths is one
enlightening that humanity is the only caste
that love alone is the religion of all mankind, thus Who taught
is Thee O Sai, the Incarnation of Love! "
Antaranga Sai Anatha Natha Sai
Lyricist: Bhajan
Tag: bhajan
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/antarang-sai-anathnath-sai/CFkJRQZ3e2s
Antaranga Sai Anatha Natha Sai
Deena Bandhu Sai Karuna Sindhu Sai (Antaranga ...)
Rama Krishna Shiva Shakti Prema Roopa Sai
Yuga Avatari Baba Sri Sathya Sai
Sakshat Para Brahma Sai
Lyricist: Bhajan
Tag: bhajan
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/saakshat-parabramh-sai/Fj1SRUNaUng
SAKSHAT PARABRAHMA SAI GURU VANDANA SATHYA SAI
GURUPADHA RANJANA GURU PARAMESHA
GURU BRAHMA GURU VISHNU MAHESHA
SADGURU SAI PARTHI PURISHA
CHARANA NAMOSTUTE SAI MAHESHA
Aao Tumhe Pyar Kare
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: hindi
Audio:
Dost ye mere dost mere humdam
Mere saans mere humraaz

Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare
Ke tumhe chum lene
Ko ji chahata hai
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare
Ke tumhe chum lene
Ko ji chahata hai
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare

Thame daman kabhi to hat jati tu
Tum to dhadkan se bhi dar jati ho
Ho kahi arzu to simat jati ho
Aao tumhe pyar kare
Aao kuchh dil ki sune
In baho ko machal jane do
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare

Teri aankho ki kasam
Is jawani kasam
Kali julfo ki kasam badhi
Ghatao ki kasam
Mere sine mein sulgate
Armano ki kasam
Ke tumhe chumne lene
Ko ji chahata hai
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare

Yeh meri guncha dahan
Yeh meri simi badan
Bol kuchh ke mahek
Jaise phoot pade
Dil deewana mera hoth
Tere chum sake
Goriya sud se ujala fut sake
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare
Ke tumhe chum lene
Ko ji chahata hai
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare

Phoolo ko samete teri raho mein
Tu agar bhagy se mil jaye mujhe
To sajdo ke bahane ke
Tere kadamo par
Pyar ke apne ithaas ki gita rakh du
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare
Ke tumhe chum lene
Ko ji chahata hai
Aao tumhe pyar kare
Kuchh nayi baat kare
Dost ye mere dost mere humdam
Mere saans mere humraaz.
Kam Nahi Kisi Se
Music: Jatin Lalit
Lyricist: Sameer
Album: Zameer(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zameer/Kum-Nahin-Kisi-Se/Fw00RjZ3fFg
Video:
kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
dhadkano me jaagi nayi betabiya
kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
dhadkano me jaagi nayi betabiya
hamsa awara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha

bikhri si julfe, ankho pe chasma
ham kudrat ka ek krishma
naya naya andaz hai nayi nayi madhosiya sokhiya
hamsa awara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha

aisa mila na koi bhi ladka
dekhke jisko dil mera dhadka
aise mujhe tadpayega bachke wo kaha jayega aayega
hamsa aawara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha
kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
dhadkano me jaagi nayi betabiya
hamsa awara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha
Dil Ye Dua De
Music: Jatin Lalit
Lyricist: Sameer
Album: Zameer(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zameer/Dil-Ye-Dua-De/Mg0eYSAIDlI
Video:
dil ye dua de raha hai sanam
dil ye dua de raha hai sanam
pyar jinda hamara rahe yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
dil ye dua de raha hai sanam
pyar jinda hamara rahe yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam

arzu yahi na bichade kisi mod pe
rah me kabhi na jana mujhe chhod ke
chahenge hum yu hi tumko hogi mohabbat na kam
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam

har khusi mile daman me dildar ke
aa tumhi wahi ruke na kabhi har ke
manjil manjil tumko paye chume tumhare kadam
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
yaha chahe rahe na rahe ham
Hey Kya Ladki Aayi
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yeh-Dil/Hey-Kya-Ladki/HwImXyMGel8
Video:
he kya ladki aayi college me ladki aayi
he kya ladki aayi college me ladki aayi
uska hai chehra kamal lagta hai hoga dhamal
kya ladki aayi college me ladki aayi

he kya ladka aaya college me ladka aaya
resam ka jaise rumal lagta hai hoga dhamal
kya ladka aaya college me ladka aaya
he kya ladki aayi college me ladki aayi

ladki ladki ladki
chal piche hat ladke ladke ladke
chal piche hat ladke ladke ladke
are rahta hai bangle me aata hai car me
zero hai par hero banta hai bekar me
kya nakhre kya masti dekho kya chal hai
tewar hai rani ke par lagti kangal hai
sari dunia me nahi iski misal
he kya ladki aayi college me ladki aayi
he kya ladki aayi college me ladki aayi
uska hai chehra kamal lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal

thodi si todhi hai thodi si nek hai
ye ladki to yaaro lagti bilkul fake hai
are khdo na hmpe ye dale kyu doriya
aisi na fasti hai collego ki kuriyan
kud rha hai ye bandar pahanke sher ki khaal
he kya ladka aaya college me ladka aaya
resam ka jaise rumal lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
he kya ladki aayi college me ladki aayi
uska hai chehra kamal lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
lagta hai hoga dhamal
Chanda Taare Sun Le Saare
Music: Anu Malik
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaadein/Chanda-Taare/NSsyRBdDQgs
Video:
chanda tare sun le sare
chanda tare sun le sare
teri yado me ham soye jage soye jage
sara alam kya hai janam tere pyar ke age
aha aha ho ho
chanda tare sun le sare

teri yado me ham soye jage soye jage
sara alam kya hai janam tere pyar ke age
aha aha ho ho

ham tum itna pyar karenge
ham tum itna pyar karenge
jo bhi sunega wo ye kahega
kaun raha hai kaun rahega
pyar raha hai pyar rahega
pyar raha hai pyar rahega
aja aha ho ho

mere dil ki tere dil ki
mere dil ki tere dil ki
baat koyi bhi rah na jaye
waqt ka dariya chhod ke sahil
hamse aage beh na jaye
hamse aage beh na jaye
chanda tare sun le sare ho
teri yado me ham soye jage soye jage
sara alam kya hai janam
tere pyar ke age aha aha ho ho
chanda tare sun le sare
yade yade yade yade yade yade
Aeli Re Aeli
Music: Anu Malik
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Yaadein/Eli-Re-Eli/B0UDcxhnWWE
Video:
pam pam pam pam pa ra ra ra ra
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli
meri angadaiya, meri angadaiya
meri tanhaiya, meri angadaiya kitni akeli
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli

tu ru rum tu ru rum tu ru rum
tu ru rum tu ru rum
aili re aili kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli
tu ru rum tu ru rum tu ru rum
tu ru rum tu ru rum tu ru rum

chali hai abke baras na jane kaisi ye hawaye
chalu main lakh sambhal ke par kadam dagmagaye
na jane kyun aisi baate mere dil me aaye jaye
ke meri sari saheliya mehadi lagaye
main bhi aage kar du apni hatheli
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli

ye din hai chhote chhote to badi lambi lambi raate
are lo sawan se pahle hi hone lagi barsate
kisi se hone lagi hai sapno me mulakate
o jaao mujhko sikhao na tum aisi waisi baate
tum dono ne milke jaan meri le li
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli
tu ru rum tu ru rum tu ru rum
tu ru rum tu ru rum tu ru rum

o ve aa va o vi vi vi vi vi vi
o ve aa va o vi vi vi vi vi
tivin tivin la ri la la ra la
o dekho koi tasveer nahi ye ik paigaam hai
kisi ne dur se bheja tum sabko salaam hai
badi hi pyari si surat bada pyara pyara naam hai
dilo ko mel karana acche dosto ka kaam hai
tum me se ek hai dulhan wo naveli
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli
aeli re aeli kya hai ye paheli
aisa waisa kuch kyun hota hai saheli
tu ru rum tu ru rum tu ru rum
tu ru rum tu ru rum
Tune Ek Pal Ke Liye
Lyricist: Madan Pal
Album: Uljhan(2001)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Uljhan/Tune-Ek-Pal-Ke-Liye/RikOcy19dXU
Video:
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
zindagi teri mohabbat ke hawale kar di
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
har khushi teri mohabbat ke hawale kar di
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
pyar se dekha mujhko

bato bato me jab bhi bat chale
bato bato me jab bhi bat chale
teri bato me sari sari rat dhale
teri bato se phul khilte hai
teri bato se phul khilte hai
isliye tujhse roz milte hai
ishq ne mast kiya apne nashe me aisa
ishq ne mast kiya apne nashe me aisa
aashiqi teri mohabbat ke hawale kar di
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
nikhar aaya hai

aankho aankho me aake kya kah gayi
aankho aankho me aake kya kah gayi
ek pal bhi na meri aankh lagi
teri aankho me dub ke jana
teri aankho me dub ke jana
par laga hai ye tera diwana
bekhabar hoke bhula kar ye zamana sara
bekhabar hoke bhula kar ye zamana sara
bekhudi teri mohabbat ke hawale kar di
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
zindagi teri mohabbat ke hawale kar di
har khushi teri mohabbat ke hawale kar di
Jana Gana Mana
Music: A.R. Rehman
Tag: other
Video:
Jana Gana Mana Adhinaayak Jaya Hey,
Bhaarat Bhaagya Vidhaataa
Panjaab Sindhu Gujarat Maraatha,
Draavid Utkal Banga
Vindhya Himaachal Yamuna Ganga,
Uchchhal Jaladhi Taranga
Tav Shubh Naamey Jaagey,
Tav Shubh Aashish Maange
Gaahey Tav Jayagaathaa
Jana Gana Mangal Daayak,
Jaya Hey Bhaarat Bhaagya Vidhaataa
Jaya Hey, Jaya Hey, Jaya Hey,
Jaya Jaya Jaya, Jaya Hey
Angur Ka Daana
Lyricist: Saawan Kumar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam-Bewafa/Angoor-Ka-Dana/ADo0YFlaZnk
Video:
angur ka daana hu suyi na chubho dena
angur ka daana hu suyi na chubho dena
suyi jo chubhoyi to ras tapakega
jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi
angur ka daana hu suyi na chubho dena
suyi jo chubhoyi to ras tapakega
jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi
angur ka daana hu

phulo ki tarah rakhna murjhaane nahi dena
khushbu ki tarah rakhna ud jaane nahi dena
phulo ki tarah rakhna murjhaane nahi dena
khushbu ki tarah rakhna ud jaane nahi dena
mai raat hu shabaab ki dhal jaane nahi dena
angur ka daana hu suyi na chubho dena
suyi jo chubhoyi to ras tapakega
jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi
angur ka daana hu

raato ki mai raani hu har dil ki jawani hu
angur ki beti hu sharaab puraani hu
raato ki mai raani hu har dil ki jawani hu
angur ki beti hu sharaab puraani hu
ye baat hai raaz ki khul jaane nahi dena
angur ka daana hu suyi na chubho dena
angur ka daana hu suyi na chubho dena
suyi jo chubhoyi to ras tapakega
jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaugi
Dhak Dhak Dil Kare
Music: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Album: Sanam(1997)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam/Dhak-Dhak-Dil-Ghabraye-Sajna/FCYOXy5qX1g
Video:
dhak dhak dil kare ghabraaun sajna
jab jab tujhe dekhun sharmaaun sajna
dhak dhak dil kare ghabraaun sajna
jab jab tujhe dekhun sharmaaun sajna
aise kaise bhala tujhe bataaun sajna
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena

tu rang rangila hai
tu chhail chhabila hai
kabhi kuch bole na
bada sharmila hai
tero saanse mehkaaun
tere sapno me aaun
tu jo ruthe to main tujhko manaun sajna
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena

dhak dhak dil kare ghabraaun sajna
jab jab tujhe dekhun sharmaaun sajna
aise kaise bhala tujhe bataaun sajna
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena
tere bin nahi jeena
Kasam Se Kasam
Music: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Album: Sanam(1997)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sanam/Kasam-Se-Kasam-Se-Khakhe-Kehdo/Ei9dVQJUXXg
kasam se kasam se kasam se kasam se
kasam kha ke keh do kasam se kasam se
kasam se kasam kha ke keh do kasam se
kabhi ab na ruthoge apne sanam se
kasam se kasam se
kasam kha ke keh do kasam se
kabhi ab na ruthoge apne sanam se

aise kaise bhala muskurata rahu
tum shararat karo mai manaata rahu
aise kaise bhala muskurata rahu
tum shararat karo mai manaata rahu
tum shararat karo mai manaata rahu
kasam se kasam se kasam se kasam se
kasam kha ke keh do kasam se
kabhi ab na ruthoge apne sanam se

mujhse anjane me ho gayi ye khata
itne bhole ho tum na mujhe tha pata
mujhse anjane me ho gayi ye khata
itne bhole ho tum na mujhe tha pata
itne bhole ho tum na mujhe tha pata
kasam se kasam se kasam se kasam se
kasam kha ke mai bolu kasam se
kasam se kasam se
kasam kha ke mai bolu kasam se
kabhi ab na ruthunga apne sanam se
kabhi ab na ruthunga apne sanam se
Mere Long Kho Gaya
Lyricist: Hasan Kamal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahebzaade/Mera-Long-Kho-Gaya/RF1bdiBKTQI
Video:
kaise ghar jaau sharmau ghabrau
kaise ghar jaau sharmau ghabrau
oye beliye oye beliye dhundh de haye re
mera long kho gaya jara dhundh jara jara dhundh de
jara dhundh de mahi re mera long kho gaya
long kho gaya ni mera long kho gaya
kaise ghar jaau sharmau ghabrau
oye beliye oye beliye dhundh de haye re
mera long kho gaya o mera long kho gaya

puchhega jo koi to bahana kua banaungi
chhedengi saheliya main kat kat jaungi
main kat kat jaungi
baali thi umar mujhe huyi na khabar
baali thi umar mujhe huyi na khabar
kya gajab ho gaya haye re mera long kho gaya
jara dhundh jara jara dhundh de jara dhundh de mahi re
mera long kho gaya ho mera long kho gaya

long churaya kisne sunle jogi kahta hai
dhundh na usko shahar me wo
tere dil me rahta hai tere dil me rahta hai
naam na bataunga tu sunke sharmayegi
samne jo aaya dil tham ke rah jayegi
sudh bisrayi uski baato me jo aayi
sudh bisrayi uski baato me jo aayi
kya julm ho gaya haye re mera long kho gaya
jara dhundh jara jara dhundh de jara dhundh de mahi re
mera long kho gaya ho mera long kho gaya

bholepan me lut gayi dekho main bholi nadan
long churakar le gaya mera sajan beiman
pagal hai wo tujh par tu jo uska kahna maan
dil to dil hai jaan bhi apni kar dega kurban
kar dega kurban baat nahi karungi jo mujhe wo satayega
long churaya tera dil bhi churayega
kaanpe hai jiya haye use kya pata
kaanpe hai jiya haye use kya pata
kya sitam ho gaya haye re mera long kho gaya
jara dhundh jara jara dhundh de jara dhundh de mahi re
mera long kho gaya kaise ghar jaau sharmau ghabrau
oye beliye oye beliye dhundh de haye re mera long kho gaya
jara dhundh jara jara dhundh de jara dhundh de mahi re
mera long kho gaya long kho gaya ni mera long kho gaya
kaise ghar jaau sharmau ghabrau oye beliye oye beliye dhundh de haye re
mera long kho gaya re mera long kho gaya
o mera long kho gaya re mera long kho gaya
Mata Teri Daya Ka
Lyricist: Hasan Kamal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahebzaade/Mata-Teri-Daya-Ka/Pj8SeiwETlQ
Video:
mata teri daya ka khali hota nahi khazana
mata teri daya ka khali hota nahi khazana
jo aaye bas lekar aaye sharda ka nazrana
sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye
mata teri daya ka khali hota nahi khazana
jo aaye bas lekar aaye sharda ka nazrana
sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye

mai guide banke aau bhule bhatko ko pahunchau
mai guide banke aau bhule bhatko ko pahunchau
mai malan bankar aau tujhko haar phul pahnau
sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye
gavala bankar aau tujhko dudh se nahlau
mai sunar ban kar aau sone ka chhatar chadau
sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye

mai jogan banke aau mai jogan banke aau
nish din tera jap karau mai sher banke aau
tere sawari mai ban jau
sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye

mata teri daya ka khali hota nahi khazana
jo aaye bas lekar aaye sharda ka nazrana
sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye
Jai mata Jai Jai Mata
Lyricist: Hasan Kamal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahebzaade/Jai-Mata-Jai-Mata/Ql0pSANzBwY
Video:
jai mata jai jai mata di jai mata jai jai mata di
milkar bolo jai mata ki jor se bolo jai mata ki
sare bolo jai mata ki jai mata jai jai mata di
jai mata jai jai mata di

sherawaliye ho jyotawaliye
sherawaliye ho jyotawaliye
mera rasta rok na payi koi parwat koi khai
mere kadam kaha phir rukte
teri sada jo mujh tak aayi
lag ja gale se aakar dene aaya tujhe bhadhai
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye

jug jug jiye re mera bhai
tera pyar hai meri kamai
jiski hasrat thi barso se
dekho wahi ghadi shubh aayi
isko shahara maine bandha
ye hai teri kripa o mai
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye

mata teri daya ka khali hota nahi khazana
jo aaye bas lekar aaye sharda ka nazrana
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye

jai mata jai mata bolu duniya meri basa de
jai mata jai mata bolu duniya meri basa de
meri aankho ki thandak hai
mere sahbzade mere sahbzade
mere sahbzade mere sahbzade
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye
sherawaliyo ho jyotawaliye
Mann Bairagi Tohe Dhunde Shyam
Music: Bappi Lahiri
Lyricist: Anjaan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sagar-Sangam/Man-Bairagi-Tohe-Dhunde-Shyam/JlwGYBlZdmE
Video:
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
he shyam mere shyam mere shyam mere shyam
ghanshyam mere shyam man bairagi tohe dhunde shyam
sanse pukare tera nam he shyam mere shyam
mere shyam mere shyam ghanshyam mere shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam

dust dalan hai devki nandan akhil bhuwan hitkari
krishan kanhaiya ras rachaiya radha raman banwari
dust dalan hai devki nandan akhil bhuwan hitkari
krishan kanhaiya ras rachaiya radha raman banwari
man mandir me murli ki dhun gunje subah or shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
shyam mere shyam shyam mere shyam
shyam mere shyam shyam mere shyam

pap adharam se bojhal dharti dharam ki jyot jagade
tune kabhi jo wachan diya tha ab to use nibhade
pap adharam se bojhal dharti dharam ki jyot jagade
tune kabhi jo wachan diya tha ab to use nibhade
charan dhul se pawan karde phir ye dharti dham
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
shyam mere shyam shyam mere shyam
shyam mere shyam shyam mere shyam
Tere Pyar Ke Teer
Music: Shyam Mohan
Lyricist: Rani Malik
Album: Safari(1999)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Safari/Arre-Tu-Hai-Kamaal/PzgeflljR30
Video:
ha tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe paagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
to bolo kaise na hota main fida fida
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal

jabse sanam dil ko tera pyar mila aa aa
tan me naya man me naya shor macha aa aa
itne karib aa jaaye lehro ke jaise mil jaaye
teri sanso me bechaini hai, dil ka mausam tufani hai
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe pagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal

kaisi diwanagi kyon ye betabiya
kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
kaisi diwanagi kyon ye betabiya
kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
na hosh me tum aao, na hosh me ham aaye
ai kash ke ab ye pal aise hi thahar jaye
ho is pyar se dekho nahi dam ye nikal hi na jaye kahi
he o meri jaan meri jaan ho tum tere hi dam se to jite hai ham
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe pagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
to bolo kaise na hota main fida fida
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
Ku Ku Dil Ye Bole
Music: Shyam Mohan
Lyricist: Rani Malik
Album: Safari(1999)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Safari/Koo-Koo-Dil-Yeh-Bole/EgQ5dB0HbWQ
Video:
ku ku dil ye bole mai to janu na
tere bhi dil me jo hua hai tu vo mane na
thodi tu bhi divani thoda mai bhi divana
ku ku dil ye bole
thodi mai bhi divani thoda tu bhi divana

mujhe aisa laga dil ne jaise kaha aja ham tum kare dosti
bhul kaise gaye kaha tha jo tune ki mai hun badi sirphiri
ari chhod de divani khatm kar de vo kahani
kaise bhulu mai vo bate ja ja chhod mera hath
are kyu tu akadti hai mujhse jhagadti hai aise bigadti hai kyu
ku ku dil ye bole

ho lakh kar lo jatan pighale na mera man
ladki hu ji mai to shahar ki
koi rup hai na rag bat karane ka na dhag
are vah ri shahar ki pari
mana tumne kyu bura vo majak tha mera
ye nakhare ye ada kisi aur ko dikha
kyu tu akadta hai mujhse jhagadta hai aise bigadta hai kyu
ku ku dil ye bole

thodi ye bhi divani han han
thoda vo bhi divana o ho
Kehta Hai Sindoor Tera-1
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sadaa-Suhagan/Kabhie-Kabhie-Main-Sochoon-Sad/AQ8ufDxFZHA
Video:
kahta hai sindur tera, teri bindiya kahti hai
kahta hai sindur tera, teri bindiya kahti hai
laakho me koi ek suhaagan
laakho me koi ek suhaagan
sada suhaagan rahti hai
kahta hai sindur tera

tere aansu gire jaha pe
waha pe sundar phool khile
tere haatho se hum sabke
man ke saare ghaav sile
tune ye duniya chhodi to
ye dharti aakaash hile
teri maut pe ye kya kahna
swarg me tujhe sthaan mile
tu jivan me hi sab swarg ke
sidhiya chadh baithi hai
laakho me koi ek suhaagan
laakho me koi ek suhaagan
sada suhaagan rahti hai
kahta hai sindur tera, teri bindiya kahti hai
laakho me koi ek suhaagan
sada suhaagan rahti hai
kahta hai sindur tera, teri bindiya kahti hai
Kabhi Kabhi Mai Sochu-1
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sadaa-Suhagan/Kabhie-Kabhie-Main-Sochoon-Sad/AQ8ufDxFZHA
Video:
pahle jaisi subah nahi
wo pahle jaisi shaam nahi
ye ghar to hai wahi magar
is ghar ka ab ghar naam nahi
kabhi kabhi mai sochu
kabhi kabhi mai sochu, virana kaisa hoga
viraan mere dil jaisa hoga, aur kaisa hoga
kabhi kabhi main sochu

kya socha, kya hua
mera sundar sapna toot gaya
mera sundar sapna toot gaya
pahle ek gaya
ab dooja beta maa se ruth gaya
kabhi kabhi mai sochu
kabhi kabhi mai sochu, ye narak kaisa hoga
narak mere ghar jaisa hoga, aur kaisa hoga
kabhi kabhi mai sochu

Kabhi Kabhi Mai Sochu
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sadaa-Suhagan/Kabhie-Kabhie-Main-Sochoon/EV8-CUNDXXY
Video:
kabhi kabhi mai sonchu kabhi kabhi mai sonchu
kabhi kabhi mai sonchu kabhi kabhi mai sonchu
ye swarg kaisa hoga ye swarg mere ghar jaisa hoga
aur kaisa hoga
kabhi kabhi mai sonchu kabhi kabhi mai sonchu

kitne aache lagte hai ye kitne pyare lagte hai
kitne aache lagte hai ye kitne pyare lagte hai
mere bacche neel gagan ke chand sitare lagte hain
mere bacche neel gagan ke chand sitare lagte hain
kabhi kabhi mai sonchu kabhi kabhi mai sonchu
bhagwan kaisa hoga bhagwan mere pati jaisa hoga
aur kaisa hoga
kabhi kabhi mai sonchu kabhi kabhi mai sonchu
Kehta Hai Sindoor Tera
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sadaa-Suhagan/Kehta-Hai-Sindoor-Tera/KTxGfRNnD2E
Video:
dhul tere charno ki chukar
apni mang mai bharti hu
nari nahi tu devi hai
mai teri puja karti hu

kahta hai sindur tera
teri bindiya kahti hai
kahta hai sindur tera
teri bindiya kahti hai
lakho me koi ek suhagan
lakho me koi ek suhagan
sada suhagan rahti hai
kahta hai sindur tera
teri bindiya kahti hai
lakho me koi ek suhagan
sada suhagan rahti hai
kahta hai sindur tera

pati ki seva ki aisi
ke pati ko parmeshvar mana
pati ki seva ki aisi
ki pati ko parmeshvar mana
beti aur bahu me tune
koi antar na jana
teri surat dekh ke humne
to bhagwan ko pahchana
tu sabko sukh deti hai
tu hum sabke dukh sahti hai
lakho me koi ek suhagan
lakho me koi ek suhagan
sada suhagan rahti hai
kahta hai sindur tera
teri bindiya kahti hai
lakho me koi ek suhagan
sada suhagan rahti hai
kahta hai sindur tera

tune darpan me mukh dekha
to darpan ye kahta hai
tune darpan me mukh dekha
to darpan ye kahta hai
tu swaym darpan hai jise
har koi dekhta rahta hai
tere hotho se muskano ka
yu jharna bahta hai
shankar ji ki jata se jaise
ganga maiya bahti hai
lakho me koi ek suhagan
lakho me koi ek suhagan
sada suhagan rahti hai
kahta hai sindur tera
teri bindiya kahti hai
lakho me koi ek suhagan
lakho me koi ek suhagan
sada suhagan rahti hai
teri bindiya kahti hai
Nindiya Hai Sapna Hai
Music: Raj Kamal
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Saaz(1998)
Tag: Hindi
Video:
nindiya hai sapna hai chandan ka palna hai
nindiya hai sapna hai chandan ka palna hai
jhula jhulaye maiya soye gudiya la ra ru ru la ru ru ra
nindiya hai sapna hai chandan ka palna hai
jhula jhulaye maiya soye gudiya la ra ru ru la ru ru ra

sapno me hai mahal do mahle do hai sunhle, do hai duphle
sapno me hai mahal do mahle do hai sunhle, do hai duphle
gudiya ka man kyu na bahle
jhula jhulaye maiya soye gudiya la ra ru ru la ru ru ra

badal ke aanchal me tare kaun ye jane kitne sare
badal ke aanchal me tare kaun ye jane kitne sare
gahri gahri nindiya dare
jhula jhulaye maiya soye gudiya la ra ru ru la ru ru ra
nindiya hai sapna hai chandan ka palna hai
nindiya hai sapna hai chandan ka palna hai
jhula jhulaye maiya soye gudiya la ra ru ru la ru ru ra
soye gudiya la ra ru ru la ru ru ra, soye gudiya